Chupke Se doston se doston se jhootee mootee doosaron ka naam le ke phir meree baatein karnaa yaaraa raath se din karnaa lambee judaayee teree badaa mushkil hai aahon se dil bharnaa yaaraa raath se din karnaa kab ye pooree hogi door ye dooree hogi kab ye pooree hogi door ye dooree hogi roz safar karnaa yaaraa raath se din karnaa chupake se chupake se raath ki chaadar thale chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale jale kataraa kataraa gale kataraa kataraa raath bhee naa hile aadhee aadhee raath bhee naa hile aadhee aadhee ye chupake se chupake se raath kee chaadar thale farvaree ki sardiyon ki dhoop mein moondee moondee ankhiyon se dekhanaa haath kee aad se neemee neemee thand aur aag mein haule haule maarvaa ke raag mein meer kee baath ho din bhee na doobe raath naa aaye shaam kabhee na dhale shaam dhale to subah naa aaye raath hee raath chale chupake se chupake se raath kee chaadar thale chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale doston se jhootee mootee doosaron ka naam le ke phir meree baatein karnaa yaaraa raath se din karnaa lambee judaayee teree badaa mushkil hai aahon se dil bharnaa yaaraa raath se din karnaa kab ye pooree hogi door ye dooree hogi kab ye pooree hogi door ye dooree hogi roz safar karnaa yaaraa raath se din karnaa tujh bina pagalee ye purvayee tujh bina pagalee ye purvayee aake meri chunari mein bhar gayee tu kabhee aise hee gale lag jaise ye purvayee aa gale lag jaise ye purvayee saathiya sun tuu kal jo mujhuko neend naa aaye paas bulaa lena godi mein apnee sar rakh lenaa loree sunaa denaa chupake se raath ki chaadar thale chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale jale kataraa kataraa gale kataraa kataraa raath bhee naa hile aadhee aadhee raath bhee naa hile aadhee aadhee ye chupake se raath ki chaadar thale chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale