[00:04.51]Performed by: Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan [00:07.67]Language: Urdu [00:10.60]The song is a new version of the Sufi classic song by Nusrat Fateh Ali Khan. [00:30.28][Verse 1: Rahat Fateh Ali Khan] [00:41.17]Aisa dekha nahi khoobsurat koi [00:46.28]Jism jaise Ajanta ki murat koi [00:51.28]Jism jaise nigahon pe jadoo koi [00:56.14]Jism nagma koi jism khushboo koi [01:01.35]Jism jaise mehakti hui chandni [01:06.78]Jism jaise machalti hui ragini [01:11.56]Jism jaise ke khilta hua ik chaman [01:16.65]Jism jaise ke suraj ki pehli kiran [01:21.79]Jism tarsha hua dilkasho dilnashin [01:27.23]Sandli sandli marmari marmari [01:34.93]Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi [01:39.43]Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi [01:44.68]Afreen afreen afreen afreen [01:50.34]Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin [01:55.21]Afreen afreen afreen afreen [02:00.21]Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi [02:05.23]Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi… [02:29.15][Verse 2: Momina Mustehsan] [02:31.81]Jane kaisi bandhi tune akhiyon ke dor [02:37.00]Mann mera khicha chala aaya teri aor [02:42.09]Mere chehre ki subah zulfon ki shaam [02:47.41]Mera sab kuch hai piya ab se tere naam [02:52.41]Nazron ne teri chhua toh hai ye jadoo hua [02:57.21]Hone lagi hoon main haseen [03:04.03]Afreen afreen afreen [03:09.43]Afreen afreen afreen [03:13.94]Afreen afreen afreen [03:19.31]Afreen afreen afreen [03:27.97][Verse 3: Rahat Fateh Ali Khan] [03:44.83]Chehra ik phool ki tarah shadaab hai [03:50.00]Chehra uska hai ya koi mahtaab hai [03:55.15]Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal [04:00.28]Chehra jaise kali chehra jaise kanwal [04:05.22]Chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi [04:10.43]Chehra ik khwab bhi chehra tabeer bhi [04:15.53]Chehra koi aliflailvi dastaan [04:20.58]Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah [04:25.76]Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi.. [04:33.56]Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabin [04:41.66]Husn-e-jaana ki tareef mumkin nahi [04:45.99]Husn-e-jaana ki tareef mumkin nahi [04:50.81]Afreen afreen afreen afreen [04:56.43]Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin [05:01.92]Afreen afreen afreen afreen [05:06.69]Husn-e-jaana ki tareef mumkin nahi… [05:31.86]afreen afreen [05:34.75]afireen [05:35.99]afreen afreen [05:38.99]afreen [05:40.43]afreen afreen [05:44.58]afreen [05:45.76]afreen afreen [05:47.87]afreen [05:49.19]afreen afreen [05:51.93]afreen [05:53.18]afreen afreen [05:56.43]afreen [05:57.56]afreen afreen [06:00.63]afreen [06:02.00]afreen afreen [06:04.79]afreen